Thursday, February 26, 2009

Aik chera jo meray khawab saja deta hai

Aik chera jo meray khawab saja deta hai
Mujhko meray hi khaylon main sada deta hai
Woh mera kon hai maloom nahi hai lakin
Jab bhi milta hai tu pehlu main jaga deta hai
Mian jo under sy kabhi toot k bikhar tu
Wahi mujhko chanay k liye hath barha deta hai
Main jo tanha kabhi chupkay say bhi rona chahun
Tu dil k darwazay ki zanjeer hila deta hai
Uski qurbat main hai kia baat na janay
Aik lamhay k liye sadiyun ko bhula deta hai.....

No comments:

Post a Comment