Monday, April 13, 2009

life hai apun ki masti se bhari

life hai apun ki masti se bhari
apun hai bindas chokri

gham yahan se satak gaya saala
apun ka andaz hai bhara nirala

apun ka hi chalta hai yahan fashion
apun ko koi nahin hai tension

sapno ke desh mein apun hai paali
thori hon tapori thori manchali

hafte mein 2 3 baar khaon biryani
arre maamu apun hai dil ki RANI

No comments:

Post a Comment