Monday, April 27, 2009

Mohabbat ki qasam woh aisa nahin tha,

Mohabbat ki qasam woh aisa nahin tha,
Woh apna tha magar lagta nahin tha,
Najane kyun na aaya mujh se milne,
Zamane se to woh darta nahin tha,
Tabassum ki thi buri aadat us ko,
Woh mujh ko dekh kar to hansta nahin tha,
Mere dil main hai faraz us ki ulfat,
Woh mera tha, mere jaisa nahin tha.

No comments:

Post a Comment