Wednesday, April 22, 2009

bahisht mey ek noor rehte hai

bahisht mey ek noor rehte hai
uska hum uney deedar kiya hai
usney apna har zakhm siya hai
uska pehlu harsu jalta tarsta hai
usko sabney gumrah kiya hai
uspar kayamat kii nazar hai
usko nashtar bhi gulbadan hai
uskii aankhey sukha samandar hai
usney apna aansu bhi sheere.N bana liya hai.

No comments:

Post a Comment