Wednesday, April 22, 2009

Mujh par soo phool dekh kar

Mujh par soo phool dekh kar
On main tumhein pana accha lagta hai
Tumhein haqeeqat main apne samne paa kar
Dil ka teez teez dharakna accha lagta hai
Tumhari khamosh Aankhon main khod ko takna accha lagta hai
Tumhara naam na jaante hue bhi
Tumhein taara taara ke naam dena accha lagta hai
Tujhe pane ki dua maangna accha lagta hai
Tumhare intezar main har aate jaate ko takna accha lagta hai
Yeh sab kuch accha lagta hai
Kyun ke tum mujhe bahut acchi lagti ho
Saara jahan accha lagta hai
Kyun ke is jahan main tum bhi shamil ho

No comments:

Post a Comment