Tuesday, March 31, 2009

pathon ki basti mein karobar sheshy ka

pathon ki basti mein karobar sheshy ka
koi b nahi karta atibar sheshy ka
bun sanwar k harjaai aaj ghar say nikla hai
jan kon hota hai phir shikar sheshy ka
dil k azamany ko 1 sang kafi hai
imtehan na lena baar baar sheshy ka
is zamany mein aazi hain sub rishty
hum ne b banaya tha 1 dost sheshy ka

No comments:

Post a Comment