Tuesday, March 31, 2009

us ne meri wafaun ka acha sila diya

us ne meri wafaun ka acha sila diya
apni jfa ka mujhe ko nishana bana diya
woh bhi ana parsat tha mein bhi ana parsat tha
dono ko aik jaisi ada ne mitta diya
dafna diya gaya ose chandi ki kabar mein
mujhe ko sulagti sham ne shair bana diya
uski her saans main hidat ajeeb thi
jisne mere wajood ko zinda jala diya

No comments:

Post a Comment