Tuesday, March 31, 2009

suno ek baat kehna thi

suno ek baat kehna thi
zara ek baat mano tum
meri bekhwb aankhon mein
tumhare khwab sotay hai
mujhe bedar mat karna
inhain taabeer hone tak

No comments:

Post a Comment