Monday, March 30, 2009

wafa ka zikar chala tu mujhe ehsas huwa

wafa ka zikar chala tu mujhe ehsas huwa
woh naqsh apni wafa k mita chuka hoga
jo meri ankh ko aaina kaha karta tha
wo mera chehra bhi kab ka bhula chuka hoga

No comments:

Post a Comment